Showing posts with label Nihira Joshi. Show all posts
Showing posts with label Nihira Joshi. Show all posts

Oct 30, 2014

Baawra Song Lyrics, Kill Dil Movie 2014


Ranveer Singh, Parineeti Chopra



"Baawra Song Lyrics"



Koi atka hua hai pal shayad

Waqt mein pad gaya hai bal shayad

Dil agar hai to dard bhi hoga

Iska koi nahi hai hal shayad



Bujh gaye taare ho yaara

Aasman kaala lage re

Kuchh bhi nazar na aave

Ankhiyan mein jaala lage re

Dil waali naukri ne mara

O yaara dil waali naukri ne mara

O meetha lage ab bhi woh yaaron

Dardon ki tokri utaro

Dil waali naukri ne mara

O yaara dil waali naukri ne mara

Sweeta o sweeta tere bin

Koyalon se kaale, kaale huye din

Tere bin, tere bin, tere bin



O zindagi uljha hua sauda hai

Umra yeh leta hai ek pal de kar

Main baawra, baanwra, main baawra

Zindagi uljha hua sauda hai

Umra yeh leta hai ek pal de kar

Main baawra, banwara, main baawra



Ho marne se mujhe koi dar to nahi

Haan tere bin mushkil hogi

Jeena bhi pade to bhi mujhko

Haan tere bin mushkil hogi

Seene mein ishq ka ik bujha sa diya

Zindagi uljha hua sauda hai

Umra yeh leta hai ek pal de kar

Main baawra, banwra, main baawra



[Sargam vocals]



Shaam hai to shaam sahi

Raat naa hone dena

Aas ki saans chalti rahe

Maut na hone dena

Jin aankhon ne neend nahi hai

Un aankhon mein khwaab tha koi

Khwaab woh khwaab tum khone na dena

Baawra, baanwara, baawra

Zindagi uljha hua sauda hai

Umra yeh leta hai ek pal de kar

Main baawra, baanwara, main baawra

Zindagi uljha hua sauda hai

Umra yeh leta hai ek pal de kar

Yeh dil baawra, banwara, dil baawra



Song Name: Baawra


Movie Name: Kill Dil (2014)





StarCast: Ranveer Singh, Parineeti Chopra, Govinda, Rocky Verma, Ali Zafar


Singers: Shankar Mahadevan, Nihira Joshi


Music-Director/Music-Directors: Shankar Ehsaan Loy


Lyricist: Gulzar


Sajde Song Lyrics, Kill Dil Movie 2014

Ranveer Singh, Parineeti Chopra



"Sajde Song Lyrics"



Rab labba paapiya nu

Jinna change kaam na change lagde

O kivein Pind ka jiye

Asi chole paake vi nange lagde



Ho zindagi yun gale aa lagi hai, aa lagi hai

Koi khoya hua barson ke baad aa gaya

O feeke-feeke the din raat mere, sath mere

Chhua toone to jeene ka swad aa gaya

Ek tarah ke awara the, ek tarah ki awaragi

Deewaane to pehle bhi the

Ab aur tarah ki deewangi

Sajde bichhawan ve gali gali

Ho gali gali, ho gali gali

Jis shehar vich mera yaar vasda

Kamaana painda ae khad ke, ho khad ke

Ho etthe Rab na koi udhar labda



Ek khwaab ne aakhein kholi hain

Kya mod aaya hai kahani mein

Woh bheeg rahi hai barish mein

Hmm aur aag lagi hai paani mein



Khwaabi khwaabi si lagti hai duniya

Aankhon mein yeh kya bhar raha hai

Marne ki aadat lagi thi

Kyun jeene ko jee kar raha hai

Pehle to beghaani nagri mein

Humko kisi ne poochha na tha

Sara shehar jab maan gaya to

Lagta hai kyun koi rootha na tha

Sajde bichhawan ve ho gali gali

Ho gali gali, gali gali

Jis shehar vich mera yaar vasda

Kamaana painda ae ho khad ke, ho khad ke

Ho etthe Rab na koi udhar labda



Ho zindagi yun gale aa lagi hai, aa lagi hai

Koi khoya hua barson ke baad aa gaya

Ek tarah ke awara the, ek tarah ki awaragi

Deewaane to pehle bhi the

Ab aur tarah ki deewangi

Sajde bichhawan ve, sajde bichhawan ve

Ho gali gali, ho gali gali, ho gali gali

Jis shehar vich mera yaar vasda

Kamaana painda ae ho khad ke, ho khad ke

Ho khad ke, ho khad ke

Ho etthe Rab na koi udhar labda



Sajde bichhawan ve ho gali gali

Ho gali gali, gali gali

Jis shehar vich mera yaar vasda

Kamaana painda ae ho khad ke, ho khad ke

Ho etthe Rab na koi udhar labda








Song Name: Sajde


Movie Name: Kill Dil (2014)





StarCast: Ranveer Singh, Parineeti Chopra, Govinda, Rocky Verma, Ali Zafar


Singers: Arijit Singh, Nihira Joshi


Music-Director/Music-Directors: Shankar Ehsaan Loy


Lyricist: Gulzar


Related Posts Plugin for Blogger...
mini bollywood,minibollywood,news,games,Bollywood,Mini,Video,Music, latest bollywood,Poonam Pandey,Sunny Leone Hot Video,Sunny Leone,bollywood news in hindi,bollywood news,latest bollywood news,latest hindi songs,new bollywood movies,hindi bollywood news