Showing posts with label Manoj Yadav. Show all posts
Showing posts with label Manoj Yadav. Show all posts

Jul 1, 2016

Resham Ka Rumaal Hot Video Song Great Grand Masti (Riteish ,Vivek ,Aftab ,Urvashi Rautela)

Resham Ka Rumaal Hot Song (Great Grand Masti)
Riteish D,Vivek O |Aftab S |Urvashi Rautela 


SONG : Resham Ka Rumaal
MOVIE : GREAT GRAND MASTI
Singers : Toshi Sabri & Soniya Sharma
Lyrics : Manoj Yadav
Music : Shaarib-Toshi

Jan 2, 2014

Hai Reham Hai Karam Video Song with Lyrics Lakshmi Movie, Monali Thakur

Song Name: Hai Reham Hai Karam

Movie Name: Lakshmi(2014)

StarCast: Monali Thakur, Shifaali Shah, Ram Kapoor, Satish Kaushik, Nagesh Kukunoor


Singer/Singers: Kailash Kher



Music-Director/Music-Directors: Tapas Relia

Lyricist: Manoj Yadav





"Hai Reham Hai Karam Song Lyrics"


Maula.. Maula..
Hamein tera noor udhar de Maula..
Maula..

Maula.. Maula..
Abhi to yeh karz utaar de Maula..
Maula..
Rehmatein hum par kar adaa aye Khuda
Raahatein hum par kar adaa..

Hai reham hai karam tera agar Khuda
Woh reham woh karam barsa aye Khuda
Hai reham hai karam tera agar Khuda
Woh reham woh karam barsa aye Khuda
Kam se kam itna kar de aye Khuda mere Khuda
Haq se jeene ka haq tu kar ataa
Hai reham hai karam tera agar Khuda
Woh reham woh karam barsa aye Khuda


Lakshmi, Durga ki dharti
Hai aaj roti bilakhti
Mit gayi janani woh kahaan
Baanta khareeda becha
Aag se aanchal seencha
Jaise koi butt bezubaan
Inka ???? soya kahaan O Maula
Inka dayar-o-dar kahaan
Mere Maula tu hi bata..

Hai reham hai karam tera agar Khuda
Woh reham woh karam barsa aye Khuda
Kam se kam itna kar de aye Khuda mere Khuda
Haq se jeene ka haq tu kar ataa..
Hai reham hai karam tera agar Khuda
Woh reham woh karam barsa aye Khuda

Tera karam hai..
Tera reham hai..

Ilaahe hai yahin, Mariyam yahin hai
Sab mein Radha Kahin, Seeta kahin hai
Par kisi mein woh Ram, Krishna kyun nahi hai
Kaisi haqeeqat hai, chukaati yeh keemat hai
Har kadam, har janam
Jab yeh haq hai barabar ka inka
MIlta inhein kyun bas ik tinka
Sab hain khilona dekh tere ghar ka
Phir kyun yeh khel khelein do tarfa
Aasmaan inka bhi to utna hi hai
O.. sar uthake chalna inko bhi hai..

Hai reham hai karam tera agar Khuda
Woh reham woh karam barsa aye Khuda
Kam se kam itna kar de aye Khuda mere Khuda
Haq se jeene ka haq tu kar ataa..
Hai reham hai karam tera agar Khuda
Woh reham woh karam barsa aye Khuda

Oct 23, 2013

Lakshmi Movie Official Trailer, Monali Thakur, Shifaali Shah, Ram Kapoor

"Lakshmi Movie Trailer" – Lakshmi is Upcoming Bollywood movie 2014 starring Monali Thakur, Shifaali Shah, Ram Kapoor, Satish Kaushik, Nagesh Kukunoor.





Director: Nagesh Kukunoor

Producers: Pramod Sharma, Satish Kaushik, Elahe Hiptoola, Nagesh Kukunoor

Lyricist: Manoj Yadav

Writer: Nagesh Kukunoor

Starcast: Monali Thakur, Shifaali Shah, Ram Kapoor, Satish Kaushik, Nagesh Kukunoor

Genre: Thriller


Oct 8, 2013

Har Kisi Ko Nahi Milta Yahan Pyaar Zindagi Mein Video Song, Boss Movie

Akshay Kumar and Sonakshi Sinha in Har Kisi Ko Nahi Milta Yahan Pyaar Zindagi Mein Video Song of bollywood movie Boss (2013).


Song Name: Har Kisi Ko Nahi Milta Yahan Pyaar Zindagi Mein

Movie Name: Boss (2013)

StarCast: Akshay Kumar, Mithun Chakraborty, Shiv Pandit, Aditi Rao Hydari, Danny Denzongpa

Singer/Singers: Arijit Singh, Neeti Mohan

Music-Director/Music-Directors: Chirantan Bhatt

Lyricist: Manoj Yadav

Genre: Romance

Oct 6, 2013

Lucky Tonight Song Lyrics from Ishq Actually Movie, Rajeev Khandelwal, Rayo Bakhirta

"Lucky Tonight Song Lyrics"

Wo O O
I want you so O O
Come on lets go O O O O..

Aankhon mein aankhein aake jod le
Baaki ki baatein dil pe chhod de
Is pal mein baby ????? me
Kal ki fikar tu kal pe chhod de

Want to hold you [hold you], kiss you [kiss you]
You're the one tujh mein hai woh baat
Want to feel you [feel you], love you..
De de zara de de tu saath...

Aao na lets get lucky tonight
Aao na lets get lucky tonight

Armaan tu dil ke saare khol de
Aa ishq mujh mein aake ghol de
Baby tu hi hai meri fantasy
Maine kaha ab tu bhi bol de

Want to hold you [hold you], kiss you [kiss you]
Phir na aayegi aisi raat
Want to feel you [feel you], love you..
De de zara de de tu saath...

Aao na lets get lucky tonight
Aao na lets get lucky tonight

Wo O O
I want you so O O
Come on lets go O O O O..


Song Name: Lucky Tonight

Movie Name: Ishq Actually (2013)

StarCast: Rajeev Khandelwal, Rayo Bakhirta, Neha Ahuja, Ann Mitchai, Neha Ghelot, Siddharth Van Shipley

Singer/Singers: Ann Mitchai, Sanam Puri

Music-Director/Music-Directors: Chirantan Bhatt

Lyricist: Manoj Yadav





Oct 4, 2013

Tose Naina Song Lyrics from Mickey Virus Movie


"Tose Naina Song Lyrics"

Is lamhe ko rok doon
Ya main khud ko is mein jhonk doon
Kya karun.. kya karun.. kya karun..
Is lamhe main kuchh bhi jaanu na..

[Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage]

Tose naina jab se mile
Tose naina jab se mile
Ban gaye silsile...

Tose naina jab se mile
Tose naina jab se mile
Ban gaye silsile
Tose naina jab se mile

O sudh-budh khoyi hai khoyi maine
Haan jaan ganwaai, ganwaai maine
Haan tujhko basaya hai dhadkan mein
Saanware..
O sudh-budh khoyi hai khoyi maine
Haan jaan ganwaai, ganwaai maine
Haan tujhko basaya hai dhadkan mein
Saanware...

Tose naina jab se mile
Tose naina jab se mile
Ban gaye silsile

[Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage]

Khud ko kho kar tujhko paya
Is tarah se mujhko jeena aaya
O....
Khud ko kho kar tujhko paya
Is tarah se mujhko jeena aaya
Teri lagan mein sab hai ganwaya
Is tarah se mujhko jeena aaya
Teri hansi meri khushi
Meri khushi tu hi...

Tose naina jab se mile
Tose naina jab se mile
Ban gaye silsile

[Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage
Naina naina laage]


Song Name: Tose Naina
Movie Name: Mickey Virus
StarCast: Manish Paul, Elli Avram, Manish Choudhary, Varun Badola
Singer/Singers: Arijit Singh
Music-Director/Music-Directors: Hanif Sheikh
Lyricist: Hanif Sheikh, Manoj Yadav, Arun Kumar

Mickey Virus Movie Songs Lyrics


Sajna Ve Sajna Ve Song Lyrics
   
Mickey Virus Title Song Lyrics

Aankhon Hi Aankhon Ne Song Lyrics
   
Pyaar China Ka Maal Hai Song Lyrics
Related Posts Plugin for Blogger...
mini bollywood,minibollywood,news,games,Bollywood,Mini,Video,Music, latest bollywood,Poonam Pandey,Sunny Leone Hot Video,Sunny Leone,bollywood news in hindi,bollywood news,latest bollywood news,latest hindi songs,new bollywood movies,hindi bollywood news